Famous Sri Sri Ravi Shankar Quotes in Hindi and English | आध्यात्मिक गुरू श्री श्री रवि शंकर के प्रसिद्ध विचार

SRI SRI RAVI SHANKAR quotes


Quote: Wise is the one who learns from another’s mistakes. Less wise is the one who learns only from his own mistakes. The fool keeps making the same mistakes again and again and never learns from them.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: समझदार वह है जो दूसरों की गलती से सीखता है. थोडा कम समझदार वो है जो केवल अपनी गलती से सीखता है. मूर्ख बार-बार एक ही गलती को दोहराते रहते हैं और उनसे कभी भी सीख नहीं पाते।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Samajhdar vah hai jo dusron ki galati se sikhta hai. Thoda kam samajhdar vo hai jo keval apni galti se sikhta hai. Murkh baar-baar ek hi galati ko doharate rahate hain aur unse kabhi bhi sikh nahin paate.


Quote: Human evolution has two steps – from being somebody to being nobody, and from being nobody to being everybody. This knowledge can bring sharing and caring throughout the world.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: मानव विकास के दो चरण हैं- कुछ होने से कुछ ना होना, और कुछ ना होने से सबकुछ होना. यह ज्ञान दुनिया भर में साझाकरण और देखभाल ला सकता है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Manav vikas ke do charan hain- kuchh hone se kuchh na hona; aur kuchh na hone se sabkuchh hona. Yeh gyan duniya bhar me saajhakaran aur dekhbhal la sakta hai.


Hindi Translation of Sri Sri Ravi Shankar Quotes

Quote: You are Divine. You are part of me. I am part of you.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: आप दिव्य है। आप मेरे ही हिस्सा हो। मैं आप का हिस्सा हूं।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Aap divya hai. Aap mere hi hissa ho. Main aap ka hissa hoon.


Quote: You have been given the highest blessing, the most precious knowledge on this planet. You are the Divine Self; you are part of the Self. Walk with that confidence. It is not arrogance. It is, again, Love.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: आपको सबसे ज्यादा आशीष दी गई है, इस ग्रह का सबसे बहुमूल्य ज्ञान दी गई है। आप दिव्य हैं; आप परमात्मा का हिस्सा हैं. उस विश्वास के साथ चलो. ये अहंकार नहीं है. पुनः, ये प्रेम है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Aapko sabse jyada aashish di gai hai, is grah ka sabse bahumuly gyan di gai hai. Aap divya hain; aap paramatma ka hissa hain. Us vishwas ke saath chalo. Ye ahankar nahin hai. Punah, ye prem hai.


Sri Sri Ravi Shankar Quotes in hindi

Quote: Today is a gift from God – that is why it is called the present.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: ‘आज’ ईश्वर का दिया हुआ एक उपहार है – इसीलिए इसे ‘प्रेजेंट’ कहा जाता है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Aaj ishwar ka diya hua ek uphaar hai – isilie ise present kaha jata hai.


Quote: Why can’t we control our anger? Because we love . Make a little room for imperfection in our lives.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: हम अपने गुस्से को क्यों नियंत्रित नहीं कर सकते? क्योंकि हमे पूर्णता पसंद हैं। अपने जीवन में अपूर्णता के लिए एक छोटी सी जगह बनाएं।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Ham apne gusse ko kyon niyantrit nahin kar sakte? Kyonki hame purnata pasand hain. Apne jeevan me apurnata ke lie ek chhoti si jagah banaen.


Quote: When you share your misery, it will not diminish. When you fail to share your joy, it diminishes. Share your problems only with the Divine, not with anyone else, as that will only increase the problems. Share your joy with everyone.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: जब आप अपने दुःख साझा करते हैं, वो कम नहीं हो जाता है. जब आप अपनी खुशी साझा करने में विफल होते हैं, वो कम हो जाती है. अपनी समस्याओं को केवल ईश्वर से सांझा करें, और किसी से नहीं, क्योंकि ऐसा करना केवल आपकी समस्या को बढ़ाएगा. अपनी ख़ुशी सभी के साथ साझा करें।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Jab aap apne duhkh saajha karte hain, vo kam nahin ho jaata hai. Jab aap apni khushi saajha karne me viphal hote hain, vo kam ho jaati hai. Apni samasyaon ko keval ishWar se saanjha karein, aur kisi se nahin, kyonki aisa karna keval aapki samasya ko badhaega. Apni khushi sabhi ke saath saajha karein.


Thoughts by Sri Sri Ravi Shankar in hindi

Quote: To love someone whom you like is insignificant. To love someone because they love you is of no consequence.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: किसी ऐसे व्यक्ति से प्रेम करना जिसे तुम पसंद करते हो वह निरर्थक है. किसी व्यक्ति से इसलिए प्रेम करना क्योंकि वो तुमसे प्रेम करता है वह महत्त्वहीन है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: kisi aise vyakti se prem karna jise tum pasand karte ho vah nirarthak hai. Kisi vyakti se islie prem karna kyonki vo tumse prem karta hai vah mahattvahin hai.


Quote: Want, or desire, arises when you are not happy. Have you seen this? When you are very happy then there is contentment. Contentment means no want.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: चाहत, या इच्छा तब आती है जब आप खुश नहीं होते हो. क्या आपने यह देखा है? जब आप बहुत खुश होते हैं तो संतोष होता है. संतोष का अर्थ है कोई चाहत ना होना।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Chaahat, ya ichha tab aati hai jab aap khush nahin hote ho. Kya aapne yeh dekha hai? Jab aap bahut khush hote hain to santosh hota hai. Santosh ka arth hai koi chahat na hona.


Quote: Want is always hanging on to the I. When the I itself is dissolving, want also dissolves, disappears.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: इच्छा हमेशा ‘मैं’ पर लटकती रहती है. जब स्वयं ‘मैं’ लुप्त हो रहा हो, इच्छा भी समाप्त हो जाती है, नष्ट हो जाती है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Ichha hamesha main par latakti rahati hai. Jab swayam ‘main’ lupt ho raha ho, ichchha bhi samaapt ho jaati hai, nasht ho jaati hai.


Quote: A poor man celebrates the New Year once a year. A rich man celebrates each day. But the richest man celebrates every moment.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: एक गरीब आदमी नया वर्ष साल में एक बार मनाता है. एक अमीर आदमी हर दिन मनाता है। लेकिन जो सबसे समृद्ध होता है वह हर पल मनाता है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Ek garib aadmi naya varsh saal me ek baar manata hai. Ek ameer aadmi har din manata hai. Lekin jo sabse samriddh hota hai vah har pal manata hai.


Quote: Love is not an emotion. It is your very existence.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: प्रेम कोई भावना नहीं है. यह आपका अस्तित्व है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Prem koi bhavna nahin hai. Yeh aapka astitv hai.


Quote: The path of love is not a tedious path. It’s a path of joy. It’s a path of singing and dancing.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: प्रेम का मार्ग एक थकाऊ मार्ग नहीं है। यह खुशी का मार्ग है. यह नृत्य-गीत का एक मार्ग है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Prem ka maarg ek thakau maarg nahin hai. Yeh khushi ka maarg hai. Yeh nrity-geet ka ek maarg hai.


Quote: Nothing in the world can bother you as much as your own mind. Others seem to be bothering you, but it is not other, it is your own mind.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: अपने मन आपको जितना परेशान करता है दुनिया में कुछ भी इतना परेशान नही कर सकता. ऐसा लग सकता है की दूसरे आपको परेशान कर रहे हैं, लेकिन यह दूसरे नहीं, यह आपका अपना मन है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Apne mann aapko jitna pareshan karta hai duniya me kuchh bhi itna pareshan nahi kar sakta. Aisa lag sakta hai ki dusre aapko pareshan kar rahe hain, lekin yeh dusre nahin, yeh aapka apna mann hai.


Quote: Behind everything is your ego: I, I, I, I. But in seva there is no I, because it has to be done for someone else.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: हर किसी चीज के पीछे अपना अहंकार होता है : मैं, मैं, मैं, मैं. लेकिन सेवा में कोई ‘मैं’ नहीं है, क्योंकि यह किसी और के लिए करनी होती है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Har kisi chij ke pichhe apna ahankaar hota hai : main, main, main, main. Lekin seva me koi ‘main’ nahin hai, kyonki yeh kisi aur ke lie karni hoti hai.


श्री श्री रवि शंकर के अनमोल वचन

Quote: Look into the motives behind your actions. Often you don’t go for things you really want.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: अपने कार्यों के पीछे की उद्देश्यों को देखो. अक्सर आप उस चीज के लिए नहीं जाते हैं जो आपको सच में चाहिए होता है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Apne karyon ke pichhe ki uddeshyon ko dekho. Aksar aap us chij ke lie nahin jaate hain jo aapko sach me chahie hota hai.


Quote: Much energy is wasted in trying to charm others. And in wanting to charm – I tell you, the opposite happens.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: दूसरों को आकर्षित करने की कोशिश में काफी उर्जा बर्वाद होती है. और उसी आकर्षित करने की चाहत में – मैं आपको बताता हूँ, विपरीत ही होता है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Doosaron ko aakarshit karne ki koshish me kaaphi urja barvaad hotee hai. aur usee aakarshit karne ki chaahat me – main aapko bataata hoon, vipareet hi hota hai.


Quote: between motivation and inspiration – Motivation is external and short lived. Inspiration is internal and lifelong.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: अभिप्रेरण और प्रेरणा के बीच का अंतर – अभिप्रेरण बाहरी और अल्पकालिक है। प्रेरणा आंतरिक और आजीवन है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Abhipreran aur prerna ke bich ka antar – abhipreran baahari aur alpakaalik hai. Prerna aantarik aur aajivan hai.


Quote: By self-study, by observing, by being hollow and empty, you become a channel – you become a part of the Divine. You are able to feel the presence of the Divinity.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: स्व-अध्ययन कर के, ध्यान दे के, निराधार और शून्य होकर, आप एक माध्यम बन जाते हो – आप परमात्मा का हिस्सा बन जाते हो. आप देवत्त्व की उपस्थिति को महसूस कर सकते हो।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Swa-adhyayan kar ke, dhyan de ke, niradhaar aur shuny hokar, aap ek maadhyam ban jaate ho – aap paramaatma ka hissa ban jaate ho. Aap devattv ki upasthiti ko mahasus kar sakte ho.


Quote: Joy is never tomorrow; it is always now.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: खुशी कभी आनेवाला ‘कल’ मे नहीं होती है; यह हमेशा ‘अब’ है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Khushi kabhi aanevala kal me nahin hoti hai; yeh hamesha ‘ab’ hai.


Quote: Life works on strange laws of nature (Karma). One never knows when a friend turns enemy & vice-versa. Rely on yourself.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: जीवन प्रकृति के अजीब नियमों पर काम करती है (कर्म). कोई नहीं जानता कि कब कोई मित्र दुश्मन बन जाता है और दुश्मन मित्र। अपने आप पर विश्वास रखें।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Jeevan prakrti ke ajeeb niyamon par kaam kartee hai (karm). Koi nahin jaanta ki kab koi mitr dushman ban jaata hai aur dushman mitr. Apne aap par vishwas rakhen.


Quote: Life is nothing to be very serious about. Life is a ball in your hands to play with. Don’t hold on to the ball.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: जीवन ऐसा कुछ नहीं है जिसके प्रति बहुत गंभीर रहा जाए. जीवन आपके हाथों में खेलने के लिए एक गेंद जैसा है. गेंद को पकड़े मत रहो।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Jeevan aisa kuchh nahin hai jiske prati bahut gambhir raha jae. Jeevan aapke hathon me khelne ke lie ek gend jaisa hai. Gend ko pakade mat raho.


Quote: Don’t Fall in love, Rise in Love!
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: प्यार मे गीरो मत. उठो!
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Pyar me giro mat. Utho!


रवि शंकर कोट्स इन हिंदी

Quote: If you can over your mind, you can win over the whole world.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: यदि आप अपने मॅन को जीत सकते हैं, तो आप पूरी दुनिया को जीत सकते हैं।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Yadi aap apne main ko jeet sakte hain, to aap puri duniya ko jeet sakte hain.


Quote: Knowledge is a burden if it robs you of innocence. Knowledge is a burden if it is not integrated into life. Knowledge is a burden if it doesn’t bring joy. Knowledge is a burden if it gives you an that you are wise. Knowledge is a burden if it doesn’t set you . Knowledge is a burden if it makes you feel you are special.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: ज्ञान एक बोझ है अगर यह आपके भोलेपन को छीनता है. ज्ञान एक बोझ है अगर वह आपके जीवन में एकीकृत नहीं है. ज्ञान एक बोझ है अगर वह प्रसन्नता नही लाता. ज्ञान एक बोझ है अगर वह आपको यह विचार देता है कि आप बुद्धिमान हैं. ज्ञान एक बोझ है अगर वह आपको स्वतंत्र नहीं करता. ज्ञान एक बोझ है अगर वह आपको यह प्रतीत कराता है कि आप विशेष हैं।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Gyan ek bojh hai agar yeh aapke bholepan ko chhinta hai. Gyan ek bojh hai agar vah aapke jeevan me ekikrit nahin hai. Gyan ek bojh hai agar vah prasannata nahi lata. Gyan ek bojh hai agar vah aapko yeh vichar deta hai ki aap buddhiman hain. Gyan ek bojh hai agar vah aapko swatantr nahin karta. Gyan ek bojh hai agar vah aapko yeh pratit karata hai ki aap vishesh hain.


Quote: In always wanting to be comfortable, you become lazy. In always wanting perfection, you become angry. In always wanting to be rich, you become greedy.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: हमेशा आराम की चाहत में, आप आलसी हो जाते हो. हमेशा पूर्णता की चाहत में आप क्रोधित हो जाते हो. हमेशा अमीर बनने की चाहत में आप लालची हो जाते हो।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Hamesha aaram ki chaahat me, aap aalsi ho jaate ho. Hamesha purnata ki chahat me aap krodhit ho jaate ho. Hamesha ameer banne ki chahat me aap laalchi ho jaate ho.


Quote: Faith is realizing that you always get what you need.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: विश्वास यह समझने में है कि हमेशा आप वो पा जाते हैं जिसकी आपकी ज़रुरत होती है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Vishwas yeh samajhane me hai ki hamesha aap vo pa jaate hain jiski aapki zarurat hoti hai.


Sri Sri Ravi Shankar ke vichar

Quote: How far to heaven? Just open your eyes and look. You are in heaven.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: स्वर्ग से आप कितनी दूर हो? बस अपनी आँखें खोलो और देखो. आप स्वर्ग में ही हो।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Swarg se aap kitni door ho? Bas apni aankhein kholo aur dekho. Aap swarg me hi ho.


Quote: If you do good for people, you are doing it out of your nature.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: अगर आप लोगों का अच्छा करते हैं, तो आप अपनी स्वभाव की वजह से करते हो।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Agar aap logon ka achha karte hain, to aap apni swabhav ki vajah se karte ho.


Quote: I tell you, deep inside you is a fountain of bliss, a fountain of joy. Deep inside your center core is , , love, there is no guilt there, there is no fear there. Psychologists have never looked deep enough.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: मैं आपको बताता हूँ, आपके अंदर एक परमानंद का झरना है, प्रसन्नता का झरना है. आपके मूल के भीतर सत्य है, रोशनी है, प्रेम है, वहां कोई अपराध बोध नहीं है, वहां कोई भय नहीं है. मनोवैज्ञानिकों ने कभी इतनी गहराई में नहीं देखा है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Main aapko batata hoon, aapke andar ek paramaanand ka jharna hai, prasannata ka jharna hai. Aapke mool ke bhitar satya hai, roshni hai, prem hai, vahan koi aparadh bodh nahin hai, vahan koi bhay nahin hai. Manovaigyanikon ne kabhi itni gahrai me nahin dekha hai.


Quote: Have this faith that someone is there to take away your weaknesses.
– Sri Sri Ravi Shankar

Hindi Quote: यह विश्वास रखें कि कोई है जो आपकी कमजोरियों को दूर करने के लिए है।
– श्री श्री रवि शंकर

Hinglish: Yeh vishwas rakhein ki koi hai jo aapki kamjoriyon ko door karne ke lie hai.


Note: In spite of our extreme care in the Hindi Translation of Sri Sri Ravi Shankar Quotes, there could be some mistakes or typos. Please let us know through the comments below how you felt about our Hindi translation of Sri Sri Ravi Shankar Quotations.

Tags: Sri Sri Ravi Shankar quotations in hindi & english, Thoughts by Sri Sri Ravi Shankar in hindi, Thoughts & Messages by Sri Sri Ravi Shankar , Sri Sri Ravi Shankar popular quotations, suvichar, sayings & slogans in hindi, Sri Sri Ravi Shankar Whatsapp Status in hindi with images. श्री श्री रवि शंकर के अनमोल वचन, श्री श्री रवि शंकर के प्रेरणादायक मोटिवेशनल कोट्स उद्धरण विचार, श्री श्री रवि शंकर के प्रसिद्द कथन, श्री श्री रवि शंकर के जीवन बदल देने वाले विचार, श्री श्री रवि शंकर के महान विचार, श्री श्री रवि शंकर के प्रेरणा देने वाले अनमोल विचार, श्री श्री रवि शंकर के सर्वश्रेष्ठ विचार, श्री श्री रवि शंकर के अनमोल विचार, श्री श्री रवि शंकर के सर्वोत्तम विचार, श्री श्री रवि शंकर कोट्स इन हिंदी, जीवन के अनमोल विचार by श्री श्री रवि शंकर.