Famous Leonardo da Vinci Quotes in Hindi and English | महान जीनियस लिओनार्दो दा विंची के प्रसिद्ध विचार

Leonardo da Vinci quotes

Quote: While I thought that I was learning how to , I have been learning how to die.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: जहाँ मैं सोचता था कि मैं जीना सीख रहा हूँ, वहाँ मैं मरना सीख रहा था।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jahan main sochta tha ki main jeena sikh raha hoon, vahaan main marna sikh raha tha.


Quote: Life well spent is long.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: अच्छी तरह से बिताया हुआ जीवन लंबा होता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Achchhi tarah se bitaaya hua jeevan lamba hota hai.


Leonardo da Vinci Quotes in Hindi and English

Quote: You do ill if you , but worse if you censure, what you do not understand.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: नहीं समझ के अगर किसी की आप प्रशंशा करते हैं तो बुरा करते हैं, लेकिन अगर निंदा करते हैं तो और भी बुरा करते हैं।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Nahin samajh ke agar kisi ki aap prashansha karte hain to bura karte hain, lekin agar ninda karte hain to aur bhi bura karte hain.


Quote: Where the spirit does not with the hand, there is no art.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: जहां आत्मा हाथों से काम नहीं करती वहाँ कोई कला नहीं होती है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jahaan aatma haathon se kaam nahin karti vahaan koi kala nahin hoti hai.


लिओनार्दो दा विंची के प्रसिद्ध विचार

Quote: Who sows virtue reaps honor.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: जो सदाचार बोता है वह सम्मान प्राप्त करता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jo sadaachar bota hai vah sammaan prapt karta hai.


Quote: Water is the driving force of all nature.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: जल प्रकृति की असली प्रेरक शक्ति है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jal prakriti ki asli prerak shakti hai.


Hindi Translation of Leonardo da Vinci Quotes

Quote: Time stays long enough for anyone who will use it.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: समय किसी भी व्यक्ति के लिए लम्बे समय तक रहता है जो इसका उपयोग करता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Samay kisi bhi vyakti ke lie lambe samay tak rahta hai jo iska upyog karta hai.

Quote: There are three classes of people: those who see, those who see when they are shown, those who do not see.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: तीन क्षेत्र के लोग होते हैं: वो जो देखते हैं, वो जो दिखाने पर देखते हैं, और वो जो नहीं देखते हैं।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Teen kshetr ke log hote hain: vo jo dekhte hain, vo jo dikhane par dekhte hain, aur vo jo nahin dekhte hain.


Quote: The painter has the Universe in his and hands.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: चित्रकार के दिमाग और हाथों में ब्रह्मांड होता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Chitrakar ke dimaag aur haathon me brahmand hota hai.


Quote: The noblest pleasure is the joy of understanding.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: सबसे बढ़िया खुशी समझने की खुशी है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Sabse badhiya khushi samajhne ki khushi hai.


Quote: The greatest deception suffer is from their own opinions.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: सबसे बड़ा धोखा जो लोगों को मिलता है वो अपनी खुद की विचारों के कारण होता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Sabse bada dhokha jo logon ko milta hai vo apni khud ki vicharon ke karan hota hai.


Thoughts by Leonardo da Vinci in hindi

Quote: Study without spoils the memory, and it retains nothing that it takes in.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: इच्छा के बिना अध्ययन मस्तिष्क को नुकसान पहंचता है, और इसके अंदर जो कुछ भी जाता है रहेता नही है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Ichchha ke bina adhyayan mastishk ko nuksaan pahnchata hai, aur iske andar jo kuchh bhi jaata hai raheta nahi hai.


Quote: Nothing can be loved or hated unless it is first understood.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: जब तक कि यह पहले समझा न जाए किसी चीज़ को भी प्यार या नफरत नहीं किया जा सकता।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jab tak ki yah pahle samajha na jae kisi cheez ko bhi pyar ya naphrat nahin kiya ja sakta.


Quote: Our life is made by the death of others.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: हमारा जीवन दूसरों की मृत्यु से बनता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Hamara jeevan dusron ki mrityu se banta hai.


लिओनार्दो दा विंची के अनमोल वचन

Quote: Simplicity is the ultimate sophistication.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: सादगी असली जटिलता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Saadgi asli jatilta hai.


Quote: People of accomplishment rarely sat back and let things happen to them. They went out and made things happen.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: सफलता पाने वाले बैठ कर चीजें हो जाने का इंतज़ार नहीं करते। वे बाहर जाते हैं और चीजें कर दिखाते हैं।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Saphalta paane vale baith kar chijen ho jaane ka intazar nahin karte. Ve baahar jaate hain aur chijen kar dikhate hain.


Quote: Marriage is like putting your hand into a bag of snakes in the hope of pulling out an eel.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: शादी साँपों से भरे बैग में इस आशा के साथ अपना हाथ डालना है कि उसमे से मछली निकले।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Shadi saanpon se bhare baig me is aasha ke saath apna haath daalna hai ki usme se machhli nikle.


Quote: Nothing strengthens authority so much as silence.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: रोब को मौन से अधिक और कुछ मजबूत नहीं बनाता।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Rob ko maun se adhik aur kuchh majabut nahin banata.


Quote: Painting is poetry that is seen rather than felt, and poetry is painting that is felt rather than seen.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: चित्र वो कविता है जो कि महसूस की बजाय देखी जाती है, और कविता वो चित्र है जो कि देखने की बजाय महसूस की जाती है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Chitr vo kavita hai jo ki mahasus ki bajaay dekhi jaati hai, aur kavita vo chitr hai jo ki dekhne ki bajaay mahasus ki jaati hai.


Quote: Once you have tasted flight, you will forever walk the with your eyes turned skyward, for there you have been, and there you will always long to return.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: एक बार जब आप उड़ान चख चुके हैं, तो आप हमेशा अपनी आँखें आसमान के ओर रख के चलते जाएँगे, क्योंकि आप वहां जा चुके हैं, तो वहां आप हमेशा वापस लौटना चाहेंगे।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Ek baar jab aap udaan chakh chuke hain, to aap hamesha apni aankhen aasaman ke or rakh ke chalte jaenge, kyonki aap vahaan ja chuke hain, to vahan aap hamesha vaapas lautna chahenge.


लिओनार्दो दा विंची के प्रेरणादायक मोटिवेशनल कोट्स उद्धरण विचार

Quote: Learning never exhausts the mind.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: सीखना दिमाग को कभी थकाता नहीं है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: sikhna dimaag ko kabhi thakaata nahin hai.


Quote: Iron rusts from disuse; water loses its purity from stagnation… even so does inaction sap the vigor of the mind.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: अनुपयोग से लोहा जंग खा जाता है, स्थिरता से पानी अपनी शुद्धता खो देता है.. इसी तरह निष्क्रियता मन की शक्ति कम कर देती है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Anupayog se loha jang kha jaata hai, sthirta se paani apni shuddhata kho deta hai.. isi tarah nishkriyata mann ki shakti kam kar deti hai.


Quote: It’s easier to resist at the beginning than at the end.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: अंत की तुलना में शुरुआत में विरोध करना आसान होता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Ant ki tulna me shuruat me virodh karna aasaan hota hai.


Quote: Life is pretty simple: You do some stuff. Most fails. Some works. You do more of what works. If it works big, others quickly copy it. Then you do something else. The trick is in doing something else.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: जीवन बहुत सरल है: आप कुछ काम करते हैं। अधिकांश विफल हो जाते हैं। कुछ काम कर जाते हैं। जो कुछ काम करता है उसे आप और अधिक करते हैं। अगर वो बड़ा स्तर पर काम कर जाता है तो बाकी लोग उसे तेजी से कॉपी कर लेते हैं। तब आप कुछ और करते हैं। चतुराई कुछ और करते रहने में है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jeevan bahut saral hai: aap kuchh kaam karte hain. Adhikaansh viphal ho jaate hain. Kuchh kaam kar jaate hain. Jo kuchh kaam karta hai use aap aur adhik karte hain. Agar vo bada star par kaam kar jaata hai to baki log use teji se copy kar lete hain. Tab aap kuchh aur karte hain. Chaturai kuchh aur karte rahne me hai.


Quote: I love those who can smile in trouble, who can gather from distress, and grow brave by reflection.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: मैं उनसे प्रेम करता हूँ जो मुसीबत में मुस्कुरा सकते हैं, जो संकट में शक्ति एकत्रित कर सकते हैं, और जो आत्मचिंतन से बहादुर बन सकते हैं।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Main unse prem karta hoon jo musibat me muskura sakte hain, jo sankat me shakti ekatrit kar sakte hain, aur jo aatmachintan se bahadur ban sakte hain.


leonardo da vinci ke vichar

Quote: As a well-spent day brings happy sleep, so a life well spent brings happy death.
– Leonardo da Vinci

Quote: जैसे एक अच्छी तरह बिताया दिन अच्छी नींद लाती है, उसी तरह एक अच्छी तरह बिताया जीवन एक सुखद मौत लेकर आता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Jaise ek achchhi tarah bitaya din achchhi neend laati hai, usi tarah ek achchhi tarah bitaya jeevan ek sukhad maut lekar aata hai.


Quote: I have been impressed with the urgency of doing. Knowing is not enough; we must apply. Being willing is not enough; we must do.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: मैं किसी काम को करने की तत्कालिकता से प्रभावित हुआ हूं। सिर्फ जानना काफी नहीं है; हमें प्रयोग करना चाहिए। इच्छा रखना पर्याप्त नहीं है; हमें करना चाहिए।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Main kisi kaam ko karne ki tatkaalikta se prabhavit hua hoon. Sirph jaanna kaafi nahin hai; hamein prayog karna chaahie. Ichchha rakhna paryapt nahin hai; hamein karna chaahie.


Quote: A painter should begin every canvas with a wash of black, because all things in nature are dark except where exposed by the light.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: एक चित्रकार को हर कैनवास काला रंग से धो कर शुरू करना चाहिए, क्योंकि प्रकृति में जहां प्रकाश से उजागर किया जाता है उसे छोड़ के सभी चीजें अंधेरा होता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Ek chitrakaar ko har canvas kaala rang se dho kar shuru karna chahie, kyonki prakriti me jahan prakash se ujagar kiya jaata hai use chhod ke sabhi chijen andhera hota hai.


Quote: Art is never finished, only abandoned.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: कला कभी ख़त्म नहीं होती है, उसे केवल त्याग दिया जाता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Kala kabhi khatm nahin hoti hai, use keval tyag diya jaata hai.


Quote: He who wishes to be rich in a day will be hanged in a year.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: वह जो एक दिन में अमीर बनना चाहता है उसे एक वर्ष में फांसी पर लटका दिया जायेगा।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Vah jo ek din me amir banna chaahta hai use ek varsh me phaansi par latka diya jaayega.


Quote: He who loves practice without theory is like the sailor who boards ship without a rudder and compass and never knows where he may cast.
– Leonardo da Vinci

Hindi Quote: वो जो सिद्धांत जाने बिना अभ्यास से प्रेम करता है वह नाविक की तरह होता है जो जहाज पर बिना पतवार और कम्पास के चढ़ जाता है और कभी नहीं जानता कि वो कहां जा सकता है।
– लिओनार्दो दा विंची

Hinglish: Vo jo siddhant jaane bina abhyaas se prem karta hai vah naavik ki tarah hota hai jo jahaaz par bina patvaar aur compass ke chadh jaata hai aur kabhi nahin jaanta ki vo kahaan ja sakta hai.


Note: In spite of our extreme in the Hindi Translation of Leonardo da Vinci Quotes, there could be some mistakes or typos. Please let us know through the comments below how you felt about our Hindi translation of Leonardo da Vinci Quotations.

Tags: Leonardo da Vinci quotations in hindi & english, Thoughts by Leonardo da Vinci in hindi, Thoughts & Messages by Leonardo da Vinci , Leonardo da Vinci popular quotations, suvichar, sayings & slogans in hindi, Leonardo da Vinci Whatsapp Status in hindi with images. लिओनार्दो दा विंची के अनमोल वचन, लिओनार्दो दा विंची के प्रेरणादायक मोटिवेशनल कोट्स उद्धरण विचार, लिओनार्दो दा विंची के प्रसिद्द कथन, लिओनार्दो दा विंची के जीवन बदल देने वाले विचार, लिओनार्दो दा विंची के महान विचार, लिओनार्दो दा विंची के प्रेरणा देने वाले अनमोल विचार, लिओनार्दो दा विंची के सर्वश्रेष्ठ विचार, लिओनार्दो दा विंची के अनमोल विचार, लिओनार्दो दा विंची के सर्वोत्तम विचार, लिओनार्दो दा विंची कोट्स इन हिंदी, जीवन के अनमोल विचार by लिओनार्दो दा विंची.